Mumkin hay chashm-e-num ko sitara na kar sako Mumkin hay chashm-e-num ko sitara na kar sako Mumkin hay tum bhi koi ishara na kar sako Mumkin hay zeher day kay ataa ker do zindagi Mumkin hay ye karam bhi dobara na kar sako Mumkin hay mera hukam bhi tum ko qabool ho Mumkin hay ye iltajaa bhi gawaraa na kar sako Mumkin hay do qadam pe badal jao rasta Mumkin hay umer-bhar kinara na kar sako Mumkin hay meray baghair bita lo ye zindagi Mumkin hay apnay saath bhi guzaraa na kar sako |
All times are GMT +5. The time now is 06:26 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.