Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha.. Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha ansu baha k hmain manaya krta tha ye zindgi sirf tum se wabasta ha aksar ye bat hamain bataya krta tha us ki baton ma kuch aisa asar tha jana ma barish k bina hi bheeg jaya krta tha sone ki fursat kse thi wo hamain sari raat jagaya krta tha bechani jb had se barh jati wo jee bhar k gale lagaya krta tha wo itni muhabbat KRNe wala badal kaise gaya? Jo har bat pe mari qasm khaya krta tha!!! |
All times are GMT +5. The time now is 01:34 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.