![]() |
Gum sum hoa aawaz kaa derya tha jo aik shaks Gum sum hoa aawaz kaa derya tha jo aik shaks pathar bhi nahin aab woh, sitara tha jo aik shaks shayad woh koi herf-e-wafa dhoond reha tha chehroon ko baaray ghor say perta tha jo aik shaks sehra ki terha jo daer say paysa tha woh shayad badal ki terha toot kay jo bersa tha jo aik shaks AA tez hawa koi khabar us kay janoo ki! tanha safar-e-shook pay nikla tha jo aik shaks! aab aakhari sitroon mein kehein naam hay uska ahbaab ki fehrisat mein jo pehla tha aik shaks hathoon mein chupaiyay hoay perta hay kehein zakam shishay kay keloonoon say behalta tha jo aik shaks moor moor kay usay dekhna chahiyhein meri aankhein kuch dorr mujhay choornay jo aaiya tha aik shaks aab us nay bhi aapna liyay duniya kay kareenay saiy ki rafaqaat say bhi derta jo aik shaks her zehan mein kuch nakas-ewafa chorr gaya hay kehnay ko baaray sehaar mein tanha tha jo aik shaks MUNKER HAY WOHI AAB MERI PEHCHAAN KAA MOHSIN AKSAAR MUJHAY KHAAT KHOON SAY LIKTA THA JO AIK SHAKS...... |
| All times are GMT +5. The time now is 09:02 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.