BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/index.php)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/forumdisplay.php?f=391)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/showthread.php?t=1331)

irfishahpk 20-08-2009 08:11 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Teri Muskurahat Meri Pehchan Hai,

Teri Khushi Mera Arman Hai,

Kuch Bhi Nahi Meri Zindagi,

Bus Samjh Le Teri Dosti Hi Meri Jaan Hai.

irfishahpk 20-08-2009 10:24 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Teri ghaflaton ko khabar kahan, mery haal-e-dil py nazr kahan…

Tu jafa ki yad mein na aa saka, mein wafa ki yad sy guzr gya….

irfishahpk 21-08-2009 08:23 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Wo jo badalta hai to besakhta meri aankhain……

Apny Hathon ki lakeeron mein ulaj jati hain….

irfishahpk 21-08-2009 11:27 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Chalo choro jany do in shakista dil ki aahu ko, MOHSIN….
Agar kisi ko ehsas hota to wo bikharny hi kyn deta…

irfishahpk 22-08-2009 01:22 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Rothay howay ko ghar say bulanay nahi gaya.
ji chahta tha phir bhi mananay nahi gaya


Hamdard ban kay mujh ko bulata raha woh shakhs
Lakin main us ko haal sunane nahi gaya

irfishahpk 22-08-2009 09:24 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dil k ghar men basne waly , Ajnabi nai hotey

Har waqt yad Any waly Ajnabi nai hote


Khushi dene wale to apne hote hen par !

Ghum deny wale be Ajnabi nai hote

irfishahpk 23-08-2009 05:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Teri Khushiyon pay muskranay ko ji chahta hay

Ho tujhe dard to anso bahnay ko ji chahta hay,



Teri muskurahat hi itni pyari hay kay

Tujhay bar bar hansanay ko ji chahta hai

irfishahpk 23-08-2009 09:01 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
“Ajeeb Sheesha gar hain teray shehr kay loog” Faraz
“Murammat kaanch ki karty hain pather kay ouzaaron say…

irfishahpk 24-08-2009 12:54 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

”’ Tum Is Shehr k Khuloos se waqif nai faraz….”’

”’ Ye to mohsin ko bi sar-e-aam saza dete hain …. ”’

irfishahpk 24-08-2009 09:14 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Jal kar raakh ho gaya magar in ankho se roya na gaya

kuch zakham judai kay asay milay kay phoolon kay bister pay bhi soya na gaya
---------- post edited ----------
Tu kisi aur kay liyay hoga samander-e-ishq Faraz,

Main to taray saahil say har roz pyasa guzar jata hun


All times are GMT +5. The time now is 07:32 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.