*Aye Jahaan* Aye jahan ab hay manzil kahan Choth gaya humsafar haye Kho gaya karwan Aaj kyun mere dil ko rulane Yaad aty hain guzre zumane Kyun yeh aankheen hain nam kaise samjhayen hum Apne in aansuon ki zubaan Zindagi dhundhti hay sahara Aaj tufaan main gum hay kanara Ab jahan main kaheen koy apna naheen Main hoon aur meri tanhaiyaan |
All times are GMT +5. The time now is 04:44 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.