![]() |
Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Dono hotay hain... |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Quote:
|
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? dono he nahi hoty...:) koi or hota ha |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Quote:
|
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Allah.... Tallah :) jo sb kuch janta ha jo abhi hm dil mein lye bhi nahi wo bhi |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Quote:
bade bade darwaish (buzurg, Wali) raat din Allah Ta'ala ki ibadat kertay hai dikhne main lagta hai k wo Allah ta'ala k bohat qareeb hain phir bhi wo har waqt Allah ta'ala ko yaaad kertay hain or rotay hain Or Allah ta'ala ka mazeed qurb maangtay hain to ye sub kia hai us wqt koi agay badh ker un k aanso nhi saaf kerta kion k wo us maqam per hotay hain jahan AAnsoo saaf kerne Waley ki koi ahmiat hi nahi hoti Ahmiat hoti hai to sirf Uski jis waja se aansoo aatay hain (Allah Ta'ala k Qurb ki) to mere nazdeek Ansoo dene wala dil k ziada nazdeek hota hai |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? kan ultay pakro yan seedhay....bat tu wohi ki na mere wali...:) |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Quote:
|
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? thk ha Allah tallah he zada qareeb ha ok ab thk ...ap khush raho meri khair ha |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Allah kabhi kisi ki ankh men anso nahi deta yeh to uske kurb ki talab hoti he jo ankh men anso bhar deti he... Allah to her kurb aur her talab se beniaz ho ker bhi insan k shai rag se kareb he chahe insaan ko iski talab ho ya na ho..., |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? yes issi liye allah insan k chahty hwy yan na chahty hwy b sab sy zada qareeb ha wo tu ek maan sy bhi 70 times zada payar kerta ha apny bandon sy |
Re: Dill k Ziada Nazdeek kon hota hai? Quote:
|
| All times are GMT +5. The time now is 09:55 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.