![]() |
Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Qissah abhi hijaab say aage nahi barha, Main aap, woh, janab say aage nahi barha Muddat hui kitaab-e-muhabbat shuru kiye, Lakin main pahlay baab say aage nahi barha Lambi musafatein hain magar is sawaar ka, Paaon abhi rkaab say aagay nahi barha Tool-e-kalaam kay liyay main nay kiye sawaal, Woh mukhtasar jawab say aage nahi barha Rukhsaar ka pata nahi aankhein to khoob hain, Deedaar abhi niqaab say aage nahi barha:thpout2: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha wah kai poetry hai lagta hai ye nazam to ap ne khud hi likhi hai.... |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
|
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
Ahan. Aap janab main parna bhi nahi. Warna sirf janab tak hi raho gay, apnay aap ko bhool jao gay. :1tongue: ************ ********* ********* ** Quote:
|
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha ************ ********* ********* ** Ahan janab kai poetry nahi nay, magar kya poetry hay. hahahaha kidding. Yes likhi to khud hay means type ki hay. hahahahaha:yippie:[/QUOTE] kuch aur likhny k lye bhi time nikal lia krain.taa k koi khush ho jaye |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Kon khush ho ham say......?? Agar waqai koi khush ho ga to zaroor likhain gay. Hamain to sab ki khushi chahyay.:smiley_notworthy: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
|
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Actually woh woh woh woh........................Nothing to say.:shakehead: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha I will Kill you |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Ok kill me. Yah lo:acry2: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
hy abhi to meri khud ki fingers kati pari hain.thek ho jain to phir......................... |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
Quote:
:hellokitty16:OK |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Ok we won't fight.Come on we 'll be in the same friendship. Come on:grouphug: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
|
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha yaani aap dono fight kerne ki timing set kerte ho..? :300: wow.. chalo but yeh to tasalli hai ki yahan kuch log to mere jaise hain.. :439: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Quote:
Will you fight me? No no no I am not ready. Main to larai say darta hoon. Please pehlay say dhamkiyan na do warna main dar kay maray bhaag jaon ga or phir nazar nahi aaon ga. Please. Main larnay wala nahi hoon. I don't know how to fight.:friday: |
Re: Qissah abhi hijaab say aagay nahi barha Lagta to nhi k aap jnab say aagey nhi barhay aap........... mjay to kaafi aagey gaye huey mehsoos hotey hen..........khush raho |
| All times are GMT +5. The time now is 06:10 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.