BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Welcome to all the Students > Articles > Urdu Articles


Reply
 
Thread Tools Search this Thread Rate Thread Display Modes
Old 22-10-2011, 12:10 PM   #1
Muthi Bhar Mitti (Iqtibasat)
haseeb haseeb is offline 22-10-2011, 12:10 PM

"from Miss S.Honey,Karachi"

A..O..A Frnds,
Ajj Umera Ahmed ki tehreer "Muthi bhar Mitti" perhny
ka ittifaq hoa, us main kuch baatyn achhi lagin to
socha kion na group main share kia jay...... so here it is;

"Kisi bhi Mulk main kuch nahi hota, her mulk zameen ka
ek tukra hota hy. Asal cheez us zameen k tukry per basny
waly logon main hoti hy. Kami hamesha un logon main
hoti hy or yeh khaami us mulk ka ta'aruf ban jati hy.......
Aisa sign board jisy phir woh mulk uthay phirta hy"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Mery bety ny mujh sy kaha : Main sochta hon Abbu! burhapa
Pakistan main hi guzaron ga.60-70 saal ki umer main yahan
aa jaon ga,insan ko dafan apni Mitti main hi hona chahiy
hy na?
Woh mujh sy apni hubb.ul.watni ki daad chah raha tha, Main
ny uska chehra dekha or kaha;
"Pakistan ko tumhari qabron or tabuton ki zarorat nahi hy.
Pakistan ko tumhari jawani or woh garam khoon chahiy jo
tumhari ragon main khuab or idealism ban ker dourta hy.
Ager Pakistan ko apni jawani nahi de saky to apna burhapa
bhi mat do..... Jis Mulk main tum jeena nahi chahty wahan
marna kion chahty ho...... Baher ki mitti ki thandak marny
k baad berdasht nahi hogi tab apni Mitti ki germi chahiy?
Nahi Beta aap wahin rahyn, Her shakhs k muqaddar main
ba.Watan hona nahi likha hota"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


"Mujhy kabhi iss Chhoty, Taraqi.pazeer, Gandy or Tooti srkon
waly Mulk ka Shehri hony per shrmindagi nahi hoi, Shayed
iss wajah sy kion k main ny kabhi is k masaeel main izafa
nahi kia. Main ny hamesha issy apny pass mujud sab sy
behtreen shey di hy.
Aap main sy koi iss cheez ko nahi smajh sakta, Aj apka
Ghar chhin jay or aap larty jhagarty meri terha khoon de
ker uss Ghar ko wapas leyn to phir apko woh toota phota,
ganda Ghar Jannat sy kam nahi lagy ga. Tab aap kisi ko
uski deewar per hath tak nahi rakhny deyn gy,kahan yeh
k kisi ko ander aany deyn."

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

"Main apny pooty k sath qadam milany ki pori koshish
kerta hon mager thak jata hon, Daanista_______ Woh
mera mustqbil hy, Mery Pakistan ka Muastaqbil_____
Apny Mustaqbil ko kon harana chahy ga________?"

ALLAH TA'ALA Pakistan ko salamt rakhyn,or humary dilon
main iski izzat.o.muhabbat ko salamt rakhyn sada, ameen.


 
haseeb's Avatar
haseeb
Sagar

Join Date: Apr 2010
Location: Multan Pakistan
Posts: 223
Contact Number: 03334840676
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: 05-ME-45
Views: 1927
Reply With Quote
Reply

Tags
bhar, iqtibasat, mitti, muthi


Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
 
Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ek bar hi g bhar k saza Q nhi datey thecool Urdu Poetry 0 21-10-2011 09:36 PM
Neeyat-e-Shauq Bhar Na Jaye Kahin usman_latif_ch Urdu Poetry 6 09-03-2011 07:07 PM
dard se meraa daaman bhar de yaa allaah momna gull Urdu Poetry 1 19-11-2009 10:39 AM
hum raat bhar rote rahe.. ghazala Urdu Poetry 1 16-08-2009 07:01 PM
Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain Muzammil Urdu Poetry 0 30-03-2009 10:39 PM

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 07:50 PM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.