Re: Aurat Ki Azadi magar kis qeemat par..Urdu... Must read
to janab yah mashre ki kharabiya hai lakin phir bhi humare ha ziyada tar log kama kar sari kamai la kar biwi k hath main aur jin k shadi nai hui hoti maa k hath main dete hai dusri janab maghrab main jaha ulaad burhape main maa baap ko pochti nai yah compare karna chayey maghrab aur mashraq k mashre ko na k islam ko islam azeem mashab hai baqi hum buraiya khud peda ki hai aurat k ghar se niklne ki majburi usi waqt bunti hai jub mashra islami quwaneen k mutabiq use haq nai de pata misal islam main bewa yateemo k leye wazeefa k bundobust karna hukomat ka farz hai ta k woh bahir nikal k dar budar na thokre kaheye ki yah behter nai aurat k leye k use bahir zaleel hone ki bujaye izat se ghar rozi roti mil jaye ---------- Post added at 11:18 PM ---------- Previous post was at 11:14 PM ---------- aur jaha tuk jaib kharch ki baat janab jaib kharch to mard ko biwi se lena parta hai bete ko maa se lena parta hai humare ha ziyada tar gharo main to yahi chulta hai aurat ko he sari month ki kamai de jati hai
|