mujhko bhulaya ho ga..................! Kitni aziyat sy usne mujhko bhulaya ho ga
Meri yadoon ne ussay khub rulaya ho ga
Baat be baat ankh us ki jo chalki ho gii
Us nay chehray ko bazuon main chupaya ho ga
Socha ho ga din main kai baar mujhay
Naam bi hatheli par likh likh k mitya ho ga
Jahan uss na mera ziker sona ho ga kisi say
Us ki ankhon main koi ansoo to aya ho ga
Raat k bhegnay tak nend na ayi ho gi tujhy
Tu ne takya ko bhi seenay lagya ho ga
Ho k nidhal meri yadoon say tu ne Jana
Meri tesweer par apna sar tikaya ho ga
Pocha ho ga jo kisi na teri halat ka sabab
Tu ne dunya se khub mujko chupaya ho ga....
__________________
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |