BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Entertainment & Enjoyment > Poetries > Urdu Poetry

Notices

Urdu Poetry Share Poetry here,Just for the poetry loving students...


Reply
 
Thread Tools Search this Thread Rate Thread Display Modes
  #1  
Old 17-12-2011, 07:54 PM
azmizryk's Avatar
Self-Confident Adult

 
Join Date: Oct 2011
Location: Rahim Yar Khan
Posts: 355
Contact Number: 00923458015494
Program / Discipline: Education
Class Roll Number: 10806
azmizryk is a glorious beacon of lightazmizryk is a glorious beacon of lightazmizryk is a glorious beacon of lightazmizryk is a glorious beacon of lightazmizryk is a glorious beacon of light
Default Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega Ghar Muhjey

Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey
Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega Ghar Muhjey

Umeed-e-Zindagi Nahee Aye Charah-Gar Mujhey
Shaam Hogayee Tou Phir Na Hogi Sehar Mujhey

Mein Ek Mataa-e-Eshq Houn, Khhoya Agar Mujhey
Shayed Na Pa Sakoge Kaheen Umar Bhar Mujhey

Kiya Jeetay Ji Umeed-e-Rahayee Se Wasta
Dhoka Na Dein Qafas Mein Merey Baal-o-Par Mujhey

Dou Jan-ba-Lab Mareez Hein, Ek Marg-e-Muntazir
Mein Uss Ko Dekhhta Houn Charagh-e-Sehar Mujhey

Tang Aake Chordta Houn Dunya Ko Aap He
Duyna Ghareeb Chord Ke Jaati Kidhar Mujhey

Aayena Ban Raha Houn Kisi Ke Jamal Ka
Kuch Sochtey Hein Dekh Ke Ahl-e-Nazar Mujhey

Maadoom Ho Chuka Ye Ehsaa-e-Zindagi
Chahein Tou Zehar De Dein Merey Charah-Gar Mujhey

Jeeney Ki Hey Salaah, Ke Marney Ki Eshq Mein
Dil Se Ye Poochna Hey Kahein Baythh Kar Mujhey

__________________
*It's Crimin@l*
-Innocent King-
AzMul Haq
R.Y.Khan
Pakistan
▓▒░►∞.₤ñĴΦŸ.∞◄░▒▓▐
Reply With Quote
Reply

Tags
ayega, baad, chkuey, diwarodar, ghar, hein, kar, manoos, muhjey, mujhey, raas, zindaan


Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
 
Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mein Ne Dushman Ko Bhi Ehsaas-E-Muhabbat Bakhshaa Mere Apney Mujhey Nafrat Ki Saza Detay Hein.... usman_latif_ch Aik Shair Aik Ahsaas 0 13-10-2011 07:57 PM
Anokhi waza'a hai saray zamanay say niralay hein Yeh ashiq kaun si basti kay ya rab rehnay walay hein usman_latif_ch Aik Shair Aik Ahsaas 0 05-10-2011 10:13 PM
Yeh ilm, yeh hikmat, yeh taddabur, yeh hakumat Peetay hein lahoo, daitay hein ta'aleem e musawat usman_latif_ch Aik Shair Aik Ahsaas 0 25-09-2011 02:50 PM
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Maimoona Ali Urdu Poetry 0 26-04-2011 09:44 AM
Yadien reh jati hein insan chale jatey hein Ali Riaz Urdu Poetry 0 05-06-2009 09:36 PM

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 05:38 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.