BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

Register FAQ Community Calendar New Posts Navbar Right Corner
HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Search Forums

Showing results 1 to 25 of 197
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: irfishahpk
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-07-2010, 09:42 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Manzil door or safar bohat hay
Choti si zindagi ki fikar bohat hay

Maar dalti yah duniya kab ki hamain lakin
Maa ki duaon main asar bohat hay



Love for all hate for none
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 07-02-2010, 01:11 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Vaada hum nay kiya tha nibhanay kay liyay,
Aik dil diya tha aik dil panay kay liyay

Unhon nay muhabbat sikha di aur kaha,
Hum nay to muhabbat ki thi tumhain azmanay kay liyay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-02-2010, 03:55 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Main paristar hoon tera koi naam to rakh day
Mazmoon hoon purana koi unwaan to rakh day

Mujh say judai ki jo Khai hay kasam tum nay
Mujh pay jafa ka emaan koi ilzaam to rakh day
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 02-02-2010, 01:36 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Tum umar bhar to saath na nibha sakay mera
Haan yaad ban kay kabhi tum nay mujhay tanha nahi chora
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 01-02-2010, 02:03 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Kuch mohabbat ka nasha tha pehlay ham ko saqi
Phir dil jo toota to nashay say hi mohabbat ho gai
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 31-01-2010, 11:10 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Muhabbat ki haqeeqat say ham khoob waqif thay "Faraz"
Bus yuon hi zara sa shoq hua tha zindagi barbaad karnay ka
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-01-2010, 12:04 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Main usay kaisay akaila chor dun is rah main
Sath jo chalta raha majborion kay baad bhi
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 28-01-2010, 03:50 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

tumhain ishq ho ye kuhda kere
tum bhi us-say ho juda kuhda kere


tere honton pay na hansi rahay
teri aankon main bhi nami rahay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 28-01-2010, 01:11 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Zara khamosh rah kar bhi unhain sab kuch suna daina
Zuban se kuch na kahna daikh kar aansu baha daina
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 26-01-2010, 12:44 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

haseen pal ki zaroorat hay mujhay
Beetay huay kal ki zaroorat hay mujhay

Saara zamana rooth gaya hum say
Jo kabhi na roothay aisay dost ki zaroorat hay mujhay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 24-01-2010, 11:44 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Kal raat main nay apnay saray gham aasmaan ko suna diyay Faraz
Aaj main chup hoon or aasmaan ro raha hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 24-01-2010, 03:08 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Phir itnay maayoos kion ho uski baywafai pay Mohsin
Tum khud hi to kahtay thay kay woh sab say juda hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 23-01-2010, 03:57 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Har waqt rulata hay hadd say ziyada woh Faraz
Hum jis ko tasawwar main bhi ronay nahi datay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 18-01-2010, 10:33 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Laut jatay hain log maray gham daikh kar
Jasay lehar laut jati hay kinara daikh kar

Mat dena maray janazay ko kandha
Kahin zinda na ho jaon tera sahaara daikh kar
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 18-01-2010, 02:12 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Muhabbat jo bikhar kar bhi sada aabaad rehti hay
Mohabbat ho kisi say to hamesha yaad rehti hay

Muhabbat waqt kay bhi reham tofan say nahi darti
Usay kehna bicharnay say muhabbat to nahi marti
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 18-01-2010, 12:21 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Woh jo milta hay magar mil kay bhula dayta hay
Janay kya baat hay dil us ko dua daita hay

Woh mujhay pyar say rotay main hansanay wala
Yaad aata hay to hanstay main rula daita hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 11-01-2010, 10:13 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Meri Aankhon Kay SaMundar Mein Jalan Kaysi Hay
Aaj Phir Dilko Tarapnay Ki Lagan Kaysi Hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 11-01-2010, 12:20 AM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Jab maray dil ki masjid main teri yadon ki azan hoti hay
To apnay hi aansuon say wazoo kar kay teri muhabbat ki ebadat karta hoon
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 07-12-2009, 05:20 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

kagaz ki tarah hai zindagi humari
koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi
is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 05-12-2009, 05:43 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Dekhta hoon to sabhi kuch hay salamat ghar main
Sochta hoon to taray baad bacha kuch bhi nahi
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-12-2009, 12:22 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

kagaz pe humne zindagi likh di,
aansuon se seench kar har khushi likh di,
dard ko jab humne ubhara lafzo pe,
logo ne kaha wah kya gazal likh di
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 03-12-2009, 01:12 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte
hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte
zakhm kitne gehre kyon na ho
hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …[/CENTER]
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 01-12-2009, 05:36 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya,
Tanhai k sehar main apna ghar bana liya

Suna hai log poojhtay hain patthar ko,
Isi liyay dil apna patthar bana liya
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 30-11-2009, 03:46 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mujh ko jab daikhti ho tum,
Rang bhar jatay hain fizaon main

Kasmasati hay aarzoo dil main,
Geet ghul jatay hain hawaon main
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 30-11-2009, 12:16 PM
Replies: 1,086
Views: 215,540
Posted By irfishahpk
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Achi surat ko sanwarne ki zaroorat kya hai
Saadgi main bhi to kayamet ke ada hoti hay
Showing results 1 to 25 of 197

 
Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 06:52 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.