BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Search Forums

Showing results 1 to 25 of 44
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: Muzammil
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-03-2010, 02:51 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Humny To Khud Say Inteqqam Lia Hai...
Tumny Kia Soch Ker Mohabbat Ki......?
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 06-02-2010, 08:25 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Kitna Chaha Hai Tumhein, Zara Ghor To Kero

Itne To Hum Apne Bhi Talabgaar Na The....!!!
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-01-2010, 03:56 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

wo meri har bat say ikhtilaf karta hay
chup chup kar magr mera tawaff karta hay
kahein koi or shakas mery qareb na hojaye
isliye wo subko mery khilaf karta hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 27-01-2010, 01:04 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”

DiL mein jis ki Chahat ho wo miL jaey zaroori to nahi

Kuch chezein AzaL se mukadar mein nahi hotein.
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 26-01-2010, 07:08 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”

Kisi ko mil jae Wafa Nasibon ki baat hay
Koi Rota rahe Tanha Nasibon ki baat hay
Kisi ko chahna khud se barh ker
Na ban sake who Apna Nasibon ki baat hay
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 26-01-2010, 07:00 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”

Tark-e-wafaa bhii jurm-e-mohabat sahii
Milne lagain wafaa kii sazayain to kiya karain
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 19-12-2009, 02:19 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Tawheed-e-laila na hoker jo tauheed-e-ilahi hoti
Mera dawa hain na Majnu se bada , koi wali hota..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 16-12-2009, 05:17 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Wo kam'sukhan, wo kuj adaa, wo be'wafa acha laga
Jub bhi mila rootha hua, Jub bhi mila acha laga

" Tum pyaar ke qaabil nahi, tum pyaar ke laaiq nahi "
Us ne kaha, hum se kaha, hum ne suna acha...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 23-11-2009, 01:11 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Does she know...
that when she doesn't smile, it breaks my heart
that when she avoids my gaze, it shatters my soul
that when she refuses to talk, it makes me hate myself.
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 22-11-2009, 11:44 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Ay kash kay aysa ho jaye

sahi hai.. :whistling:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 09-07-2009, 10:09 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mujhay saza sunanay say pahlay
Mere har jurm ki tafseel sunai jai

Jis to bay rahm hawaoon nay mitaya tha kabhi
Rait per phir wohi tasveer banai jai
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 28-06-2009, 02:08 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ?
TumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai ?
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 20-06-2009, 06:04 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Bus aise hi kisi ki yaad me likh di :439: waise aise hi logon ne badnaam kiya hua hai yaar. ab banda itna bura bhi nahi hai..



hmm.. :1tongue:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 15-06-2009, 11:06 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

ye yaad hai apki ya yadon mein ap ho?
ye kwab hai apke ya kwabon mein ap ho?
hum nahi jante bas itna bata do
hum jaan hai apki ya jaan hamari ap ho ......
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 05-06-2009, 10:08 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Aansuon sham ki palkon pay laraztay rehna

Sarkar jab baat suni jayegi tab na. yahan to baat bhi nahi suni jaa rahi hai...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-06-2009, 11:28 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Aansuon sham ki palkon pay laraztay rehna

But hamey to aisa dost mila hai jo rutha hua bhi hai aur manane bhi nahi de raha..:waiting2:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-05-2009, 08:37 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Bhai Sahab Ab aisa to na bolo.. galat baat hai.. Madiha ji bura maan jayengi.. :whistling:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-05-2009, 08:20 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

But aapne ghar me kya pehna hua hai kisi ko maloom chlega..? meri sis kabhi kabhi meri slipper bhi pehen leti hai ghr me.. :anana:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-05-2009, 05:46 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Waise aisi kitni chappals Uthaayien hai aapne Madiha JI..? :lalala:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 10-05-2009, 02:06 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

ZoQ e Junoon Ko Had se Guzar Jaane Do
Woh Sametne aaye ga, Hamein Bikhar jaane do

Abhi Dastras mein hain, To ahsas nahi Usko
Ro Ro ke Pukare ga, Zara Mar to Jaane Do
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 09-05-2009, 07:46 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mujhe Parho To Zara Ehtiyaat Se Parhna

Khud Apni Zaat Me Bikhri Hui Qitaab Hun Mein
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 02-05-2009, 09:31 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Nafrat kabhi na karna humse
Hum nafrat she nahi paayeng,
Ek baar keh dena hume aitbaar nahi,
Teri duniya se has kar chale jaayenge…
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 21-04-2009, 07:24 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 30-03-2009, 10:26 PM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

karoon Kya Jo Mohabbat Me Ho Gaya Naaqam
Mujhe To Aur Koi Kaam Bhi Nahi Aata :alcoholic:
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 27-03-2009, 03:46 AM
Replies: 1,086
Views: 215,332
Posted By Muzammil
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mere Jazbaat Se Waqif Hai Mera Qalm FARAZ
Me Pyaar Likhoon To Tera Naam Likhaa Jata Hai..
Showing results 1 to 25 of 44

 
Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 02:59 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.