BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Search Forums

Showing results 1 to 25 of 68
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: Raheel
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 25-04-2011, 04:50 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Dedicated to Sir Moin Akhtar...

Bichra kuch Is Ada say kay, Rut he Badal Gayi,
Ek Shaqs saray Sheher ko Veeran ker Gaya...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-11-2010, 12:59 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Koun khareeday ga ab Heeron kay dam teray Aansu SANAM,
Woh jo Dard ka Tajir tha, Tera Shehar hee chor gaya...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 12-11-2010, 12:58 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Koun khareeday ga ab Heeron kay dam teray Aansu SANAM,
Woh jo Dard ka Tajir tha, Tera Shehar hee chor gaya...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 07-11-2010, 09:18 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Hazaron Aib dekhtay hain doosron kay pehlu main GHALIB,
Apnay Kirdar main hum log Farishtay hon Jaisay..

Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 02-11-2010, 04:47 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Hum nay charcha bohut suna tha us ki Sakhawat ka Ghalib,
Yeh kab maloom tha kay woh Ghum bhi Dil khol kay daita hay..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 02-11-2010, 04:44 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Hum nay charcha bohut suna tha us ki Sakhawat ka Ghalib,
Yeh kab maloom tha kay woh Ghum bhi Dil khol kay daita hay..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 13-09-2010, 11:04 AM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Ragon main woh Lahoo Baqi nahi Hay,
Wo Dil, Wo Aarzoo Baqi nahi Hay,

Namaz o Roza o Qurbani o Hajj,
Yeh sab Baqi hain, Tu Baqi nahi Hay...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 14-07-2010, 10:38 AM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Great Usman kiya khoob yad dilaya...

Alfaz o Maani main Tafawut nahi Lekin,
Mulla ki Aza'n aur hay Mujahid ki Aza'n aur,

Parvaaz hay dono he ki ek Fiza main,
Kirgis ka Jahan aur hay Shahee'n...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 13-07-2010, 11:35 AM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Husn e Kirdaar say Noor e Mujasim Ho Ja,
K Iblees bhi tujhay dekhay to Musalma Ho Jaye..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-06-2010, 10:25 AM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Agar woh pooch lay hum say, tumhain kis bat ka ghum hay,
To phir kis bat ka ghum hay, agar woh pooch lay hum say...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 11-06-2010, 04:20 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mera Dil Jigar , kidney aur Liver ho tum,
Waqt bewaqt aaya howa Fever ho tum,
Jisme Doob kar mar jayen wo River ho tum,
Meri Zindagi main ab to forever ho tum…..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 09-06-2010, 09:54 AM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Wo Mayoosi kay Lamho main zara bhi HOSLA daita,
To hum Kaghaz ki Kashti pay Samander main utar jatay...

****

Sikandar khush nahi hay loot ker DOLAT zamanay ki,
Qalandar dono hathon say luta...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-06-2010, 01:42 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Us nay maangi thi meri Jan to kesay na main daita usay,
Farishtay bhi dung thay us ka Andaz e Dua dekh ker...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 04-06-2010, 12:22 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Tu hosh main tha phir bhi humain pehchan na paya FARAZ,
Ek hum thay kay pee ker bhi tera naam letay rahay..

Shikayat to thi tumsay magar gila na ker sakay FARAZ,
Ijazat he nahi Zubaa'n ko teray...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 03-06-2010, 05:30 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Wo shakhs to ik choti si bat pe youn rooth kay chal diya,
Jaisay usay sadiyon say kisi bahanay ki talaash thi..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 30-05-2010, 04:39 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Pehlay khushboo kay mizajon ko samajh lo FARAZ,
Phir gulistan main kisi GUL say mohabbat kerna..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 26-05-2010, 04:45 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Hamaray bighair bhi abaad hain un ki mehfilain WASI,
Hum nadan mehfilon ki ronaq bhi khud ko samajhtay thay..

Mat dhoondh meri mohabbat ko duniya kay hajoom main FARAZ,
Haqeeqat hay kay Wafa...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 11-05-2010, 07:38 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Yeh na socha the Quaid-e-Azam nay,
Aisa bhi waqt Pakistanio per ayega,

Kay is mulk ka har ek shehri,
Angraiz ki jeet kay liye hath uthayega..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-04-2010, 05:29 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

No doubt, ho b sakta hay :)
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-04-2010, 04:16 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Yeh funny shair yahan post ker diya :(
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 29-04-2010, 02:41 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Mujh main baylous MOHABBAT kay siwa kuch bhi nahi FARAZ,
Tum agar chaho to meri sochon ki talaashi lay lo..

Aisa kiya likhoon kay teray dil ko taskeen pohonchay,
Kiya yeh kafi nahi kay meri...
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 19-04-2010, 05:01 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Dost kiya khoob Wafaon ka sila detay hain,
Har naye Mour per ik Zakhm naya detay hain,

Tum say to khair ghari bhar ki mulaqat rahi,
Log Sadiyon ki Rifaqat ko bhula detay hain..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 19-04-2010, 01:01 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

Hum say Be-Wafayee ki Intiha kiya poochtay ho,
Woh Hum say Piyar Seekhta raha kisi Aur kay liye..
Forum: Aik Shair Aik Ahsaas 30-03-2010, 01:41 PM
Replies: 1,086
Views: 214,206
Posted By Raheel
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.

BeBasi say us ki ankhon main bhi Aansu aa gaye thay FARAZ,
Jab woh mujhay khud say Judai ka mashwara denay laga..

---------- Post added at 01:34 PM ---------- Previous post was at 01:32 PM...
Showing results 1 to 25 of 68

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 06:57 PM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.