![]() |
Bay Charey Musalman Hawai Musafir 2 Attachment(s) |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir Lekin is main to likha hay kay TAMAM ISLAMI MUMALIK KAY AIRPORTS PER NASB KER DIYE JAYENGAY.. |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir sukhar ha machine sy body screening pr aa gaye hain nahi tu openly screening hoti thi pehlay |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir Openly phir bhi behter thi yaar machine say agay mazeed kharabiyan paida hongi... |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir nahi machine sy koi masla nahi... wo tu pehlay b hoti hain saman ki ab insan ki b ho jaye gi , kam az kam kisi ko naked tu nahi karain gy |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir Lekin machine say un kay pass record rahay ga, pehlay jo hota tha on the spot ab to record hoga un kay pass phir us record ko chahain to galat istimal bhi ker saktay hain... pehlay manually main yeh sab to nahi tha.. |
Re: Bay Charey Musalman Hawai Musafir wo tu abhi b kisi k pic ly kr yeh sb kr sakty hain |
| All times are GMT +5. The time now is 06:56 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.