BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Islam (http://bzupages.com/16-islam/)
-   -   Waldeen kay haqooq (http://bzupages.com/f16/waldeen-kay-haqooq-7925/)

Raheel 30-01-2010 01:42 PM

Waldeen kay haqooq
 
1 Attachment(s)
Attachment 12816

.BZU. 31-01-2010 03:14 AM

Re: Waldeen kay haqooq
 
Islam is not agreed with your 2nd and 7th haq after death...
Because it was absent in life of Nabi, Rasool, Sahaba karam.

kia aap nay kabhi parha kay Muhammad SAW apnay walid ya walida ki qabar ki zirat ki garz say qabristan main gay thay.?
ya kabhi aap SAW nay Dariyan bichhwakar Esale sawab karwaya ho,
aur bhi aisi koi example nahi hay qabroon ki ziarat/esale sawab wali...

Islam main maghfrat ki dua jaiz hay, baaqi jo 2 batain aap nay likhain hain, yeh kisi sahi hadees aur quran majeed se sabit nahi ho saki...
Sirf moliyon nay khud say islam main shamil kar di hain.

usman_latif_ch 31-01-2010 12:51 PM

Re: Waldeen kay haqooq
 
mere khayal sy agar koi apny waldain ko marny k bad b sukhi rakhna chahta ha tu wo naik kam kery kyoun k naik olad he esal e sawab ka wahid zaryah ha waldaein k liye.
wsko kuch or kerny ki zaroorat he nahi ........

or qabron ki zeyarat sy sawab nahi milta balkeh pehlay qabron ki zeyarat pr pabandi thi phir Hazrat Muhammad (S.A.W) ny ijazat dye di jab logon k iman pukhta ho gye or sirf iss liye di ta keh logon ko marny k ehsas hota rahy k ek din sb ny marna ha

.BZU. 31-01-2010 02:27 PM

Re: Waldeen kay haqooq
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 17178)
mere khayal sy agar koi apny waldain ko marny k bad b sukhi rakhna chahta ha tu wo naik kam kery kyoun k naik olad he esal e sawab ka wahid zaryah ha waldaein k liye.
wsko kuch or kerny ki zaroorat he nahi ........

or qabron ki zeyarat sy sawab nahi milta balkeh pehlay qabron ki zeyarat pr pabandi thi phir Hazrat Muhammad (S.A.W) ny ijazat dye di jab logon k iman pukhta ho gye or sirf iss liye di ta keh logon ko marny k ehsas hota rahy k ek din sb ny marna ha

laikin yeh loog tu qabroon ki zirat ka aur esaale sawab ka aur meaning lete hain , that is why islam said, this is not allowed...


All times are GMT +5. The time now is 03:23 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.