BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   Tere intejar mein (http://bzupages.com/f109/tere-intejar-mein-7894/)

Foki 30-01-2010 07:10 PM

Tere intejar mein
 
tum jo gaye,
wo silsile hi tham se gaye,
tum jo ek ghazal huaa karte the
jise ek shayar likha karta tha,
wo muskurahate tumhari,
jinpe wo ek paagal mara karta tha
wo aaj bhi hai bechen saa,
tere intejar me….

momna gull 30-01-2010 08:40 PM

Re: Tere intejar mein
 
ye bhi kisi indian friend ne bheji hogi ya phir indian web se copy ki hogi kion k urdu main intezar hota hai intejar nahi

usman_latif_ch 30-01-2010 10:16 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17099)
ye bhi kisi indian friend ne bheji hogi ya phir indian web se copy ki hogi kion k urdu main intezar hota hai intejar nahi

waise momna apko agar kisi bechare bachy ka paper chk kerny k liye mil jye wo tu bechara laga gaya ......:studying:

momna gull 31-01-2010 01:36 AM

Re: Tere intejar mein
 
zahir hai
is mai koi shak nahi ager kisi ka paper check kero to imandari se kero janibdari se nahi

.BZU. 31-01-2010 01:45 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17134)
zahir hai
is mai koi shak nahi ager kisi ka paper check kero to imandari se kero janibdari se nahi

but jab aap nay exams diye hongay, I am sure, aap kay teachers nay aapko relaxation zaror di gi. aur about 99% teachers relaxation zaror dete hain..
(Reason why i am saying this:
1.because teachers ko bhi unkay teachers nay relaxation di hoti hay
2. Mujhay bhi exams main kuch subjects main relaxation milti hay...)

momna gull 31-01-2010 02:00 AM

Re: Tere intejar mein
 
main hamesha mehnat kerti hun or mehnat hi kaam aati hai
main apne teachers ki kabhi bhi favorite nahi rahi jo wo muje relaxation den

.BZU. 31-01-2010 02:04 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17146)
main hamesha mehnat kerti hun or mehnat hi kaam aati hai
main apne teachers ki kabhi bhi favorite nahi rahi jo wo muje relaxation den

i am also not favorite student of any teacher. but relaxtion wo di jatay hain , aik 2 marks ki,
jaisay last semester main meri aik subject main 50/100 marks thay, it means kay teacher nay mujahy khud say 3,4 extra marks de kar pass kia hay...

momna gull 31-01-2010 02:31 AM

Re: Tere intejar mein
 
meray kabhi fifty marks aaye hi nahi 70+ hi aaye hain
mai apney teachers se kafi baato per ikhtalaf rakhti thi to wo mujhe pasand nahi kertay thay
han shayad aikdo mark wo deduct hi kerletay hon

.BZU. 31-01-2010 02:45 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17152)
meray kabhi fifty marks aaye hi nahi 70+ hi aaye hain
mai apney teachers se kafi baato per ikhtalaf rakhti thi to wo mujhe pasand nahi kertay thay
han shayad aikdo mark wo deduct hi kerletay hon

aap kay 70+ marks attay thay, phir tu aap class kay toppers students main hoti hongi,
Congrats
that is really great kay deduct honay kay baad bhi 70+ marks liye jain, good..:love027:

Waisay Usman latif bhi masha Allah class kay zaheen students hain, aut i think class kay topper hain.

Mere bhai ki example lay lete hain,
He is the 3rd toppper and and but he has less than 70 marks in 2 subjects ... aap tu position holders se bhi ziyda zadeen hoi...'
congrats once again.

momna gull 31-01-2010 02:58 AM

Re: Tere intejar mein
 
zahir hai
toppers mai to thi
or teachers bardasht bhi isiliye kertay thay k kuch bhi ho i m the good one

usman_latif_ch 31-01-2010 12:44 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 17155)
aap kay 70+ marks attay thay, phir tu aap class kay toppers students main hoti hongi,
Congrats
that is really great kay deduct honay kay baad bhi 70+ marks liye jain, good..:love027:

Waisay Usman latif bhi masha Allah class kay zaheen students hain, aut i think class kay topper hain.

Mere bhai ki example lay lete hain,
He is the 3rd toppper and and but he has less than 70 marks in 2 subjects ... aap tu position holders se bhi ziyda zadeen hoi...'
congrats once again.

mere b bohat achat marks aty hain infact 3rd semester mein mere gpa 3.9 aa gaya ha laqin isska matlab nahi k teachers mujhay relexation nahi dety or waise hr koi momna jesa teacher nahi hota jesy agar kabhi mere ek adhay no sy grade improve ho raha ho tu teachers wo khud he dye dety hongy hanlankeh mujhay b class mein koi teacher nahi janta , or jo momna jesy teachers hoty hain unko allah he pochy mil jaty hain hr semester mein ek 2 in jesy b jinki nak garoor sy hr waqt unchi rehti ha jo na b galti ho tu galti bana lety hain or no's kat lety hain.

or mere nahi kheyal k kisi koi aesi favor dena buri bat ha kyuon k agar kisi k farz kero 70 aa jayn yan 74 wska garde same rehta ha laqin agar 75 dy diye jayn tu ek grade improve ho jata ha issi terhan agar koi ek adhay no sy reh raha ho to b teachers ko dy dena chaheya....zaroori nahi class ka topper he bohat like ho,..... class mein concepts kisi or k b achy ho sakty hain or kisi ek paper mein ho sakta ha ws k sath koi mishap ho gaya ho yan koi or reason

momna gull 31-01-2010 09:19 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 17177)

main nahi manti

maine aap ki ghalti to is thread per nikali hi nahi main ne sirf ye pucha hai k akhir aap CP technology per kion itna rely kertay hain k aik lafz ko hindi se urdu main bhi convert nahi ker saktay
intejar ya intezar ye ghalti nikalna itni badi ghalti nahi k ap muje maghroor kahain

Karachi University ka Commerce dept mashhoor hai marks ki kanjoosi k liye mere teachers grace marks nahi detay thay halan k i m the one who was the part of top list but still
meray marks sub se uper nahi hai

aap log beshak muje maghroor keh lo

lekin ghalat ko ghalat kehna koi ghalat baat nahi

usman_latif_ch 01-02-2010 05:41 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17226)

main nahi manti

maine aap ki ghalti to is thread per nikali hi nahi main ne sirf ye pucha hai k akhir aap CP technology per kion itna rely kertay hain k aik lafz ko hindi se urdu main bhi convert nahi ker saktay
intejar ya intezar ye ghalti nikalna itni badi ghalti nahi k ap muje maghroor kahain

Karachi University ka Commerce dept mashhoor hai marks ki kanjoosi k liye mere teachers grace marks nahi detay thay halan k i m the one who was the part of top list but still
meray marks sub se uper nahi hai

aap log beshak muje maghroor keh lo

lekin ghalat ko ghalat kehna koi ghalat baat nahi

yeh knsi nai bat ki ha apny k ap nahi manti....:bhappy:

sb log yehi kehty hain waise meri cousin BZU mein perhti ha M.Com last semester mein wo b yehi kehti ha k hamara department nos ki kanjoosi mein bohat mashoor ha....lolzzzzz

hamara university b no ki kanjoosi mein kafi mahir ha yahan tu ek larky ko ek subject mein fail kerny k Rs. 12000 extra milty hain university ko or electrical department ka annual graduates ka passing rate only 10 to 20 out of 300 - 400 students ha :afriends2:
laqin phir jisko degree milti ha wska CGPA mostly 3.5 sy uper he hota ha:th_blinkystar::th_blinkystar::th_blinkystar::th _blinkystar::th_blinkystar:

momna gull 01-02-2010 05:59 PM

Re: Tere intejar mein
 
achi baat hai atleast jo paas hotay hain un main kuch to qabil hotay hongay relaxation ki umeed to nahi lagatay hongay

usman_latif_ch 01-02-2010 06:07 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17249)
achi baat hai atleast jo paas hotay hain un main kuch to qabil hotay hongay relaxation ki umeed to nahi lagatay hongay

kyoun nahi lagaty janab yeh tu students ki fitrat mein ha or phir kuch teahers b kuch raham kr lety hain

momna gull 01-02-2010 06:21 PM

Re: Tere intejar mein
 
oh achcha
meri uni main aisa hua nahi is liye muje koi experience nahi hai
meray apne group mai muje mila ker 6 log thay meray alawa sub k sub 47 48 per ruk gaye jbk pasing marks 50 thay ma'am ne zara bhi reham nahi kia
phir wese bhi just 50 laney se kisi ka bhala bhi nahi hota kion k cgpa bhi kharab hojati hai
is liye repeaters bohat ziada hotay thay

usman_latif_ch 01-02-2010 06:37 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17252)
oh achcha
meri uni main aisa hua nahi is liye muje koi experience nahi hai
meray apne group mai muje mila ker 6 log thay meray alawa sub k sub 47 48 per ruk gaye jbk pasing marks 50 thay ma'am ne zara bhi reham nahi kia
phir wese bhi just 50 laney se kisi ka bhala bhi nahi hota kion k cgpa bhi kharab hojati hai
is liye repeaters bohat ziada hotay thay

zaroori nahi kisi ka hota ha k nahi ho b sakta ha
agar kisi k sb mein A or ek mein 49 hon tu ho jata ha bhala kaha na khass tore pr hamari university mein jab extra kisi ko 12000 per subject dena pary tu phir ws k liye D grade b acha ho jata ha warna agar grade kharab ho raha ho tu koi khud b nahi chahta k D aye wo khud he repeat ker leta ha ....:baby:

or apki university k teachers b tu zahir ha ap k jesy hongy unchi nak walay akhir ap apni university ki honaahar student hainnnnn:doll:

---------- Post added at 06:37 PM ---------- Previous post was at 06:35 PM ----------

waise tu bataya ha na k hamri mein b hain aesy teachers jo 49 sy 50 nahi kerty....

momna gull 01-02-2010 06:38 PM

Re: Tere intejar mein
 
thanx meri tareef kernay k liye its my pleasure
Quote:

akhir ap apni university ki honaahar student hainnnnn:doll:

usman_latif_ch 01-02-2010 06:43 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17258)
thanx meri tareef kernay k liye its my pleasure

yani jab b koi apko aesi bat kerta ha tu ap issko apni tareef smjhti hain ...gd waise b insan ko itna khushfeham he hona chaheya dil ko sakoon rehta ha....:boxing2:

momna gull 01-02-2010 06:50 PM

Re: Tere intejar mein
 
uff itni boxing wo bhi muj per na bachay na
ager muje lag gai to

usman_latif_ch 01-02-2010 06:53 PM

Re: Tere intejar mein
 
tu kya kuch nahi hota aunti..... :)

momna gull 01-02-2010 06:59 PM

Re: Tere intejar mein
 
acha
kio kia aap kaghaz k shaer hain jis k darane se kuch nahi hota
:comfort_::whistle::caeked::argue::play:

usman_latif_ch 01-02-2010 07:02 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17266)
acha
kio kia aap kaghaz k shaer hain jis k darane se kuch nahi hota
:comfort_::whistle::caeked::argue::play:

nahi ap sangdil aunti...(tea char) jis ko kuch nahi hota:air:

momna gull 01-02-2010 09:04 PM

Re: Tere intejar mein
 
chodo dear us ki baat ka kia bura manna jo aunty ki spell bhi sahi nahi likhta

usman_latif_ch 01-02-2010 09:41 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17270)
chodo dear us ki baat ka kia bura manna jo aunty ki spell bhi sahi nahi likhta

apki dictionay kharab ho gai ha meri dictionary mein yehi hain....
teacher sahiba dobara metric kr layn or refresher course b pata nahi ki sun ki bat ker rahi hain ap yeh rules porany ho gye hain jab spellings ki galtiyan nikali jati thein
Engineering mein spell nahi chalty knowlege or concepts chalty hain
:books:

All times are GMT +5. The time now is 01:00 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.