BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   Tere intejar mein (http://bzupages.com/f109/tere-intejar-mein-7894/)

Foki 30-01-2010 07:10 PM

Tere intejar mein
 
tum jo gaye,
wo silsile hi tham se gaye,
tum jo ek ghazal huaa karte the
jise ek shayar likha karta tha,
wo muskurahate tumhari,
jinpe wo ek paagal mara karta tha
wo aaj bhi hai bechen saa,
tere intejar me….

momna gull 30-01-2010 08:40 PM

Re: Tere intejar mein
 
ye bhi kisi indian friend ne bheji hogi ya phir indian web se copy ki hogi kion k urdu main intezar hota hai intejar nahi

usman_latif_ch 30-01-2010 10:16 PM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17099)
ye bhi kisi indian friend ne bheji hogi ya phir indian web se copy ki hogi kion k urdu main intezar hota hai intejar nahi

waise momna apko agar kisi bechare bachy ka paper chk kerny k liye mil jye wo tu bechara laga gaya ......:studying:

momna gull 31-01-2010 01:36 AM

Re: Tere intejar mein
 
zahir hai
is mai koi shak nahi ager kisi ka paper check kero to imandari se kero janibdari se nahi

.BZU. 31-01-2010 01:45 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17134)
zahir hai
is mai koi shak nahi ager kisi ka paper check kero to imandari se kero janibdari se nahi

but jab aap nay exams diye hongay, I am sure, aap kay teachers nay aapko relaxation zaror di gi. aur about 99% teachers relaxation zaror dete hain..
(Reason why i am saying this:
1.because teachers ko bhi unkay teachers nay relaxation di hoti hay
2. Mujhay bhi exams main kuch subjects main relaxation milti hay...)

momna gull 31-01-2010 02:00 AM

Re: Tere intejar mein
 
main hamesha mehnat kerti hun or mehnat hi kaam aati hai
main apne teachers ki kabhi bhi favorite nahi rahi jo wo muje relaxation den

.BZU. 31-01-2010 02:04 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17146)
main hamesha mehnat kerti hun or mehnat hi kaam aati hai
main apne teachers ki kabhi bhi favorite nahi rahi jo wo muje relaxation den

i am also not favorite student of any teacher. but relaxtion wo di jatay hain , aik 2 marks ki,
jaisay last semester main meri aik subject main 50/100 marks thay, it means kay teacher nay mujahy khud say 3,4 extra marks de kar pass kia hay...

momna gull 31-01-2010 02:31 AM

Re: Tere intejar mein
 
meray kabhi fifty marks aaye hi nahi 70+ hi aaye hain
mai apney teachers se kafi baato per ikhtalaf rakhti thi to wo mujhe pasand nahi kertay thay
han shayad aikdo mark wo deduct hi kerletay hon

.BZU. 31-01-2010 02:45 AM

Re: Tere intejar mein
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 17152)
meray kabhi fifty marks aaye hi nahi 70+ hi aaye hain
mai apney teachers se kafi baato per ikhtalaf rakhti thi to wo mujhe pasand nahi kertay thay
han shayad aikdo mark wo deduct hi kerletay hon

aap kay 70+ marks attay thay, phir tu aap class kay toppers students main hoti hongi,
Congrats
that is really great kay deduct honay kay baad bhi 70+ marks liye jain, good..:love027:

Waisay Usman latif bhi masha Allah class kay zaheen students hain, aut i think class kay topper hain.

Mere bhai ki example lay lete hain,
He is the 3rd toppper and and but he has less than 70 marks in 2 subjects ... aap tu position holders se bhi ziyda zadeen hoi...'
congrats once again.

momna gull 31-01-2010 02:58 AM

Re: Tere intejar mein
 
zahir hai
toppers mai to thi
or teachers bardasht bhi isiliye kertay thay k kuch bhi ho i m the good one


All times are GMT +5. The time now is 01:06 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.