BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah (http://bzupages.com/f109/rehnay-laga-hay-meri-aankh-main-jab-say-who-khwab-ki-tarah-7539/)

irfishahpk 01-01-2010 09:36 PM

Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah
 
Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah
Guzar rahi hay meri har raat azab ki tarah
Is tartarah say kisi roz who maray samnay aayay
Main hurf ba hurf parh loon usay kitaab ki tarah
Main kasay usay sochon say apni alag karoon
Meri zaat ko ghairay hoay hay wo gardaab ki tarah
Main mohabbat kay us maqaam pay hoon jahan
Kaantay bhi lagtay hain gulaab ki tarah…………!


All times are GMT +5. The time now is 11:44 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.