![]() |
Us ne kaha tum main pehli si bat nai Us ne kaha tum main pehli si bat nai….? main ne kaha zandagi main tara sath nai Us ne kaha ab b kisi ki ankhon main doob jate main ne kaha ab kisi ankh m wo bat nai Us ne kaha kiun atna toot kr chaha mujhe main ne kaha insan hoon pather zaat nai Us ne kaha kia main bewafa hoon…..? main kaha mujh ab wafa ki talash nai us ne kaha bhol jao mujh ko main ne kaha tum haqeqat ho koi khawab nai |
| All times are GMT +5. The time now is 04:54 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.