BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Stories,Novels & Kahaniyan (http://bzupages.com/305-stories-novels-kahaniyan/)
-   -   Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed) (http://bzupages.com/f305/meri-zaat-zarra-e-benishan-novel-umera-ahmed-6745/)

momna gull 01-12-2009 01:10 PM

Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
meri zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
The Novel is now dramatized in Geo Television Network.
I have full Novel. That's I am Posting in Association with .BZU.
If You Like this Novel plz tell me so that I Post more novels.

.BZU. 18-12-2009 10:41 PM

Re: meri zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 

momna gull 19-12-2009 12:04 PM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
thnx for this favor Nazia

Muzammil 31-12-2009 11:01 AM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
Jis cheez se behad mohabbat ho uske baare me zyada sochna nahi chahiye, soch shaq ko paida kerta hai aur shaq mohabbat ko khatm ker deta hai....

Nice line..

momna gull 31-12-2009 11:16 AM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
megr jis se muhabbat ho wo her waqt zehn o dil main mojood rehta hai
phir ye kese mumkin hai k usay na socha jaye

Muzammil 31-12-2009 11:23 AM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
Jo aapka hissa ban jaye uske liye soch ki zaroorat mehsoos nahi hoti..

momna gull 31-12-2009 11:52 AM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
kisi ne kia khuub kaha hai

jitni shiddat se wo muje yaad Aaata hai
itna tasalsul to meri saanson main bi nahi



koi istarha se hamara hissa ho k hamari saanso se bhi badh ker ahmiat rakhta ho to phir kese koi usay na sochay

Muzammil 31-12-2009 12:01 PM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
Sanson se bhi zyada ahmeiyat... aap apni saanso ke baare me sochte ho?

momna gull 31-12-2009 03:12 PM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
jb ye socha jaye k kisi ki yad kitni aati hai to muqabila bhi usi se kia jaata hai jo utna hi frequent ho

Muzammil 31-12-2009 03:52 PM

Re: Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16058)
jb ye socha jaye k kisi ki yad kitni aati hai to muqabila bhi usi se kia jaata hai jo utna hi frequent ho

Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16052)
koi istarha se hamara hissa ho k hamari saanso se bhi badh ker ahmiat rakhta ho to phir kese koi usay na sochay

Ahmeyat ka muqabla sanson se aapne hi kia tha..

but agar koi aap ko hamesha apne paas mehsoos ho then use yaad rakhne ya yaad kerne ki zaroorat hi khatm ho jaati hai.. yaad use kia jaata hai jo aap ke paas na ho..

BTW mujhe poore novel me sirf wohi line pasand aayi thi and saba ka bardasht.. otherwise nothing special on it.


All times are GMT +5. The time now is 06:30 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.