![]() |
Jab yaad maazi kar kay roya karo gay tum Jab yaad maazi kar kay roya karo gay tum, Na neend aayay gi na soya karo gay tum Us waqt meri yaad tumhain bohat satayey gi, Jab kisi say Aankh milaya karo gay tum Tarpay ga dil aur aah bhi na niklay zuban say, Chup chaap Aansuon ko bahaya karo gay tum Jazbaat main aakar jala dein meri saari yadain, Ab kis tarah ji ko behlaya karo gay tum Mout to barhaq hay juda kar kay hi choray gi, Waada karo meri qabar pay aaya karo gay tum |
| All times are GMT +5. The time now is 10:43 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.