Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah Guzar rahi hay meri har raat azab ki tarah Is tartarah say kisi roz who maray samnay aayay Main hurf ba hurf parh loon usay kitaab ki tarah Main kasay usay sochon say apni alag karoon Meri zaat ko ghairay hoay hay wo gardaab ki tarah Main mohabbat kay us maqaam pay hoon jahan Kaantay bhi lagtay hain gulaab ki tarah…………! |
All times are GMT +5. The time now is 01:49 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.