BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Islam (http://bzupages.com/16-islam/)
-   -   ͘ (http://bzupages.com/f16/%CD%98%C7%ED%C7%CA%F6-%CA%D5%F8%E6%DD-5804/)

20-09-2009 05:32 AM

͘
 
2 Attachment(s)
!
ǟ ʪ ͘ ퟡ  ۔ ٰ ̪ ۔ ̪ Ȫ ǁ ј ǡ Ԙ۔

usman_latif_ch 20-09-2009 04:31 PM

Re: ͘
 
beshak perhnay, sunanay or amal kerny mein yeh sb batain bohat achi hain laqin zaroori nahi k yeh sb youn hwa bhi ho or ho bhi sakta ha k youn hwa ho....

laqin jahan tk sawal ha "tasawaf" ka wo ek alag he nizam ha or shareeyat k bilkul ulat ek nizam ha jo k allah k or ws k rasool ki taleemat k bilkul berkhalaaf ha...

bazahir tu ehl e tasawaf ki batain bohat achi hoti hain laqin jesy jesay koi in k qareeb hota jata ha tu wo inki haqeeqat ko sahi terhan jan sakta ha

yani "tasawag" k mutabiq Allah tallah ny tamam kam apnay bazurg bandoon mein bantay hway hain bazurgon k darjay(wali , ghoose , kutab, abdall, qalander...etc something like that) banaye gye hain iss nizam mein or hr ek category k zimay kuch kam hain maslan koi rizaq deta ha tu koi barish barsata ha tu koi olad deta ha bilkul aesy he jesy hindu mazahib mein un k khuda hain....

agar ap tasawaf k baray mein detail sy perhain gye tu apko andaza hoga k yeh ek shariyat k bilkul parallel nizaam ha jo k insan ko koofar or shirk ki taraf ly jata ha

maslan
iss nizaam mein sb sy uncha darja qalander ka hota ha or ek waqt mein rooh e zameen per kaha jata ha k sirf ek he qalander hota ha or kehtay hain aj tk sirf 2.5 ( arhai) qalander guzray hain jin mein do tu mard thay iss liye poray ginay gye hain or ek orat thi iss liye half gini gai ha..or yeh bhi kaha jata ha k qalander ko hr cheez ka ikhteyar hota ha bilkul aesy he jesay allah ko ha allah ny apnay sb ikteeyarat qalander ko diye hotay hain ....


All times are GMT +5. The time now is 06:58 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.