![]() |
Humko loota hay usi shehar nay ay jaan e wafa Humko loota hay usi shehar nay ay jaan e wafa jis ki galion main mohabbat ka kuch hisaab na tha Woh jo rehtay thay maray sath hamesha din bhar Unkay mazhab main wafaon ka koi baab na tha Woh jo ankhon main mohabbat ko liyey phirtay thay Unkay dil main thi woh nafrat kay kuch hisaab na tha May nay jisko bhi museebat main maseeha jana Jo dia usnay barra us say kuch azaab na tha Mujhay khyal tha yah log maray apnay hain Magar wahan pay to aysa koi riwaaj na tha |
Re: Humko loota hay usi shehar nay ay jaan e wafa nice |
| All times are GMT +5. The time now is 09:35 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.