![]() |
Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: Assalam u alaikum!! Mera Naam Syed Wajdaan Alam Hai........Abhi aapkay BZU ka student nahi hun per inshallah kuch dino tak ho jaon ga.....abhi to yahan akar BZU k mahol ko dekhtay hain k wahan k log kesay hain.....dost kesay hain.... umeed karta hun acha waqt guzray ga.... Regards Wajdaan |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: 1 Attachment(s) |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: welcome wajdan... konsay discipline main admission ka soch rakha hay aap nay.. Is dafa tu i think NTS test bhi hoga. tu kiya aap nay iss ki preparation start ki ya nahi? |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: jee han admin sahab is baar NTS hain.........main kal university aaon ga.....COMPUter main lena hai BSCS main...........abhi samajh nahi arahi k tayari kahan se karun....aap hee kuch bata do.....wesay aik baat bataon k ham bhi aik forum k Admin hai ;) |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: wajdan sir. i am not admin sahab..:comfort_: :studying:tiyari kay li ay Skimz ya koi aur achi acadamy daikh lain. i am saying skimz because hum nay bhi wahan say preparation ki the, i have got 80/100 marks. aap konsay forum kay admin hain aur aap ko BZUPAGES kay baray main kaisay pata chala...:paranoia: |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: darasal main agar sach bataon na to yahan aik banday ki talash main aya hun......Nazia Naam hai unka vbteam.info per contributor hain wo.....unkay skin works waqai main bohat zabardast hotay hain.......mujhay bas itna pata tha k wo multan se hain darasal main ne un se pehlay to mashwara karna tha k main BS(cs) main admission lun ya BS (IT) main admission lun .......or phir vbulletin skins k baraty main thori tips bhi.........aap bata saktay ho k wo aapkay forum per kis naam se register hain.....plz. |
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: Quote:
|
Re: Wajdaan Here :: Syed Wajdaan Alam :: Quote:
|
| All times are GMT +5. The time now is 06:41 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.