Tu mera naam na poocha kar Tu mera naam na poocha kar..! Main teri zaat ka hissa hoon, Main teri soch main shamaya hoon, Main teri neend ka Qissa hoon, Main taray khwab main samaya hoon Tu mera naam na poocha kar Main teri yaad ka mehwar ho Main teri saans ka jhonka hoon Tum manzar main pas-e-manzar ho Main lamha hoon main jazba hoon Jazbay ka koi naam nahi hota Tu mera naam na poocha kar Main teri zaat ka hissa hoon |
All times are GMT +5. The time now is 06:56 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.