BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Quotes (http://bzupages.com/306-quotes/)
-   -   Khushiyan aur Pakistani Aawam... (http://bzupages.com/f306/khushiyan-aur-pakistani-aawam-4955/)

Qurrat-ul-ain 29-07-2009 08:42 PM

Khushiyan aur Pakistani Aawam...
 
Kon kehta hai Pakistan main Ghum hain Khushiyan nahi...

1. Light aanay ki Khushi:smilebige:

2. Bazar main shopping k bad zinda Ghar wapis aanay ki Khushi.

3. Bus main seeth milnay ki Khushi:anana:

4. Taweel arasy k bad Double sawari khulnay ki Khushi.

5. Namaz perhanay k bad Khud-Kush hamlay say bachnay ki Khushi.

6. Bus say utarnay k bad apna Mobile apni jaib main dekhnay ki Khushi.

ITNI Khushiyan hone kay ba-wajood Pakistani Aawam Khush nhai..:no

ghazala 19-08-2009 03:33 PM

Re: Khushiyan aur Pakistani Aawam...
 
Quote:

Originally Posted by Qurrat-ul-ain (Post 10829)
Kon kehta hai Pakistan main Ghum hain Khushiyan nahi...

1. Light aanay ki Khushi:smilebige:

2. Bazar main shopping k bad zinda Ghar wapis aanay ki Khushi.

3. Bus main seeth milnay ki Khushi:anana:

4. Taweel arasy k bad Double sawari khulnay ki Khushi.

5. Namaz perhanay k bad Khud-Kush hamlay say bachnay ki Khushi.

6. Bus say utarnay k bad apna Mobile apni jaib main dekhnay ki Khushi.

ITNI Khushiyan hone kay ba-wajood Pakistani Aawam Khush nhai..:no

waqi Nashukri qom hia pakistan ki itni sari khushain nazar hi nahi tai hain.


All times are GMT +5. The time now is 03:15 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.