Ek shakhs paas rah kay bhi samjha nahi mujhay Ek shakhs paas rah kay bhi samjha nahi mujhay, Is baat ka malal hay shikwa nahi mujhay Main us ko bewafai ka ilzaam kasay doon, Us nay to ibtida say hi chaha nahi mujhay Kia kia umeedain bandh kar aaya tha samnay, Us nay to ankh bhar kay bhi daikha nahi mujhay Pathar samajh kay paon ki thokar pay rakh lia, Afsos teri ankh nay parkha nahi mujhay Kab theharna tha mujh ko aaj us kay paas, Acha hua kay us nay bhi roka nahi mujhay |
All times are GMT +5. The time now is 12:09 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.