Main us ko dil ki baat na bata saka Na main usko bhula saka, Na main dil ki baat bata saka Woh hansi hansi main hi chal diye, Kay main hath tak na hila saka Yuon hi sochta raha dair tak, magar usko kuch na bata saka Yah muqam hi tha ajeeb sa, kay main khud ko na bacha saka Woh juda bhi kaisay hua kay main, Koi rasam tak na nibha saka!!!! |
Re: Main us ko dil ki baat na bata saka i complete it:tiptoe: Mujhay kia khabr thi k wo kia hoa Mujhay kitna ghehra khumaar tha Mein khara tha os k hisaar mae Meray ird gird ghubaar tha Ye he sochta rha dair tak Magr os ko kuch na bta ska Na mein pas os ko bula ska Na mein dil ki baat suna ska Ye b theek hai wo chala gia Mujay bnd raasto pe chor k Ye b theek hai na aiy ga kbi butt aana ka wo tor k Wo juda b kaisay howa k mien Koi rasam b na nibha ska Na mein pas os ko bula ska Na mein dil ki baat suna ska Wo hnsi hnsi mae chal dia k mien hath tak na hila ska |
Re: Main us ko dil ki baat na bata saka Hmmmmmm, nice. |
Re: Main us ko dil ki baat na bata saka Thanks:ecards: |
All times are GMT +5. The time now is 06:32 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.