lafz-e-muhbbat " ik lafz-e-muhbbat ka adnaa yah fasaana hai simte to dil-e--aashiq' faile to zamana hai... yah kiska tasbbur hai, yah kaisa fasana hai jo ashk hai aankho.n main tasbeeh ka dana hai yah ishq ke maro ka itna hi fasana hai rone ko nahi koi , hansne ko zamana hai kya hushn ne samjha hai, kya ishq ne jana hai hum khaknasheeno.n ki thokar main zamana hai Yah ishq nahi aasaa.n itna samajh liije Ek aag ka dariya hai doob ke jana hai. mujhko isi dhun main hai har lamha basar karna ab aaye, wo aaye, laazim unhe aana hai aanshu to bahut se hai.n aankho.n main 'zigar' lekin bindh jaye to moti hai, rah jaye to dana hai....... |
All times are GMT +5. The time now is 04:34 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.