Waqt ki gardish-e-ayyam main bhi jane do Waqt ki gardish-e-ayyam main bhi jane do Zindagi jaisay bhi guzarti hay guzar janay do Maray dil nay kabhi pholon ki tamanna ki thi aaj kanton hi ko daman say lipat janay do Roshni jag main hay or dil main andhera maray In andhairon say bohat door nikal janay do Doston nay poocha kahan hain us kay kasam o waday main nay kaha choro usay nayi duniya basanay do woh chand tha woh chand hay usay chamaknay do falak pay Main khaak tha main khaak hoon mujhay khaak main mil janay do |
All times are GMT +5. The time now is 07:07 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.