![]() |
Jo challa Gaya.... Jo challa gaya mujhe chor k Main khabi na ussko bhulla sakka Wohi Doorian , wohi Faslay Main khabi na innko mitta sakka Kya usse bhi mujhe say Pyar tha...... Ya Tabbasum uss ka Shaar tha Wo koi Ajeeb Sawwal tha? Jo meri samajh nmain na aa sakka Meri Zindagi ka sakoon tha woh Mere Dil ka ik Janoon tha woh Meri bandagi mera Pyar tha Yehi baat na main btat sakka Yehi sochta tha main raat bher Jo khabi mille ga wo Raah per Tu keron ga uss say shikkayatein Wo milla tu Lab na hilla sakka Usse main Dil ki baat tak na btta sakka.... |
Re: Jo challa Gaya.... nice poetry |
| All times are GMT +5. The time now is 03:50 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.