Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya Har ishq ka matlab ghum nahin hota, Duriyo say pyaar kam nahin hota, Waqt bewaqt ho jati hain aankhain nam, Kyon k yaadon ka koi mousam nahin hota. Na khawabon main dekha, na nazaron main dekha, Hazaron main hum nay ek tum hi ko dekha Ghum denay walay tu har pal hai yahan, Har pal khushi denay walon main, ek aap ko hi dekha. Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya, Tanhai k sehar main apna ghar bana liya, Suna hai log pujtay hain patthar ko, Isi liye dil apna patthar bana liya. Haqiqat mohabbat ki judaai hoti hai, Kabhi kabhi pyar main bewafai hoti hai, Humari taraf haath badhaa kar toh dekh, Dosti main kitni sachhai hoti hai Is qadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyun ho khafa yeh bayan toh kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayi koi khata, Yuhi yaad na kar k saza toh na dijiye..!!!! |
All times are GMT +5. The time now is 02:01 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.