BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   Jo pyaar me haar jaiye,wo shayar ban jata hai, (http://bzupages.com/f109/jo-pyaar-me-haar-jaiye-wo-shayar-ban-jata-hai-243/)

.BZU. 16-02-2008 06:46 PM

Jo pyaar me haar jaiye,wo shayar ban jata hai,
 
Jo pyaar me haar jaiye,wo shayar ban jata hai,
jo haar k nasha karne lage,wo kayar kehlata hai,

mere jaane ke baad tujhe meri yaad aiyegi,
jub duniya tujh ko meri yaad dilayegi,

tab sochogi kaash ikraar kiya hota,
na maine inkaar kiya hota,

tum na jahan se jaate,
na hi mujhe rulaate,

aaj duniya k taane sunkar jee rahi hun,
din raat khoon k aansu pee rahi hun,

tab jaakar tujhe meri yaad aiyegi,
jub duniya tujhe meri yaad dilayegi,

ek zara si bhool par tu bahut pachhtayegi,
mur to jaaunga par hasrat dil me reh jayegi,

jub koi nahi karega yaad tumhen,
tub hi meri yaad bahut aiyegi,

aaj kurbaan hote hain tumpar hazaaron,
zara aane waale kal ki sooch,

jo chehre par utar aiyegi,
kalion par mandrate bhanware,

har phool ki khushbo le udte hain,
ek zaraa see bhool par,

tujhe khud par sharam aiyegi,
jab bhi{gareeb}ki murkad par aakar diya jalaogi,
ashq bahenge ankhon se or meri yaad bahut aiyegi,


All times are GMT +5. The time now is 10:18 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.