![]() |
Bauht hi mudat k baad kal jab... Bauht hi mudat k baad kal jab... Kitab-e-Mazi :book1: ko mai ne khola.. Bahut se chehre nzar main utray... Bahut se namoon pe dil paseeja.... Ik aisa safa bhi us main aaya.... Likha hua tha jo aansoon:tearyeyed: se.... K jis ka unwaan 'HUMSAFAR' tha.... Woh safa sub se hi motabar tha.... Kuch aur aansooo phir us pe tapkay....:aGoodbye::crybaby2: Phir uss se aagay main parh na paaya... Kitab-e-Mazi ko bund kerk... Uski yaadon main kho gaya main.... Agar woh milta tu kaisa hota... Inhe khayalon main so gaya main:tired: |
| All times are GMT +5. The time now is 10:55 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.