Tum ko aata hi nahin shikwa shikayat karma Tum ko aata hi nahin shikwa shikayat karma Meri mano tum kisi say na mohabat karma Abh kay bikhra to mushkil say samaito gai mujhay Phir na aisi mujh say shararat karma Zulm sahnay say haalat nahin badlain gai kabhi Abh zarori hai ameer-e-shehr say baghawat karma Zuban jo kholi to uljhain gai zamanay walay Chup rehna izhaar kin a himmat karma Tum nay daikhay meri ghar ki udasi ko Faraz Ho sakay to kisi sham zara zehmat karma… |
All times are GMT +5. The time now is 07:15 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.