![]() |
Nigahon k tasadum se ajab takrar karta hai, Yaqin kaamil nahi lakin gumaa hai pyar karta hai.. Nigahon k tasadum se ajab takrar karta hai, Yaqin kaamil nahi lakin gumaa hai pyar karta hai.. Laraz jata hon mai ye soch k kafir na ho jaon, Ye dil uski ibadat pe bara israr karta hai.. Usay maloom hai shayad mera dil hai nishanay per, Labon se kuch nahi kehta nazar se waar karta hai.. Mai us say pochta hon Khawab mein , muj se mohabbat hai ? ? Phr ankhen khol deta hon wo jab izhaar karta hai |
| All times are GMT +5. The time now is 12:55 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.