![]() |
Koi Gazal Suna Kr Kia Karna Koi gazal suna kr kia karna. Yun bat barha kr kia karna. Tum mere the tum mere ho. Dunya ko bta kr kia karna. Tum ehad nibhao chahat se. Koi rasm nibha kr kia karna. Tum khafa bhi ache lgte ho. Phir tum ko mna kr kia karna. Tere dar pe aa k bethe hen. Ab ghar bhi ja kr kia karna. Din yad se acha guzre ga. Phir tum ko bhula kr kia karna. |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna tum ehaad nibhao chaht se is ki jaga yey kiya likh diya app ne Tum ehad nibhao chahat se. |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna yah khud he lekha hoa aa gya tha ma khud be parayshan ho gy the..... :( |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna han .BZU. g yey wala system sahi karain hum haha likhtay han us ki jaga pata nahi kiya a jata hai |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna Quote:
|
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna ab hansi a jati hai ,.,...... ab app hamari hansi par bhi pabandi lagahain gi kiya bare afsos ki bat hai g |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna Quote:
haha aur ... .. laga kar konsi hansi hoti hay. hansi walay smiles hain. you can use them, to express your hansi... again blame ker dia, ke pabandi lagai hy.. :cry: |
Re: Koi Gazal Suna Kr Kia Karna Quote:
|
| All times are GMT +5. The time now is 02:22 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.