Pakistani women, Working hard.. 13 Attachment(s) |
Re: Pakistani women, Working hard.. 2 Attachment(s) ab yey tou ghalat baat hai is picture main hard working kahain hai ..... bathain ab kiya jholay khana mushaqat ka kam hai hmm Attachment 25215 balkay wo chota bacha apni bari ka intzar kar raha hai yey zalim larkiyan usay bari nahi day rahe ,,.. aur is picture main bhi hard working nahi hai g ,, kiya baji app bhi na Attachment 25216 |
Re: Pakistani women, Working hard.. jhoola jhoolnaa hard work hi hota hai, kabhi jhoola ho to pta ho na wese wo jo bacha pass khara hai us ko dekh ker aap ko apna bachpan to yaad nai a gya, jab aap ko park mai jhoola nahi mila kerta tha:P |
Re: Pakistani women, Working hard.. beta g main nay buhat jhula jhula hai is main koi hard working nahi hai ... aur wo jo samandar wali picture hain wo kiya hard working hain ... app log jitna urat ko mazloom paish kartay hu wo itni mazloom hain nahi ... bechare mard tars k kabil hotay hain |
Re: Pakistani women, Working hard.. Phir jab jholay ki rassi toot jati hay na.. bara mazaa ata hy...:tickedoff: Quote:
|
Re: Pakistani women, Working hard.. bat sirf yey hai k app log womens ko kuch zaida hi mazloom kar k dikhtay hu aur jab koi such bolta hai tou app sab us ki basti karne main lag jatay hu |
Re: Pakistani women, Working hard.. Quote:
|
Re: Pakistani women, Working hard.. Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 09:14 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.