![]() |
Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon |
Re: Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon main ne karachi k logoun se pocha ,, meri khala bhi wahain rehti hai wo kheti hain k aysa kuch nahi hai yey news walun buhat zaida bharha charha kar dikhatay hain .,.,,.,. aik ya 2 ilaqoun main halat kharab or nazuk hain but yey us ilaqay ki bajae pure karachi k halat news main kharab kar daitay hain ,.., |
Re: Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon Quote:
wo bhi aisay hei bana daity hain kia?:D5: |
Re: Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon app news clips upload karain jahian wo dikhatay hai ... lashain etc nahi dikhtay ,, aik 1 ,2 ilaqoun main hi halat kharan hai ..., but yey log khetay han 50 bande mar gae ..100 bande yey hu gae wo hu gay ,,.,..... conclusion yey nikali main nay k Pak media fazool hai |
Re: Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon Quote:
100 tu kabhi nahi kehty :devilheadbang::devilheadbang: |
| All times are GMT +5. The time now is 12:42 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.