![]() |
Main naay pocha kesy ho? BaadLay ho ya wesay ho ٠●♥Main naay pocha kesy ho? BaadLay ho ya wesay ho?♥● ˙●๋ Roop wohi,andaz wohi ya phir us ma koi kami?˙●๋ ٠●♥Hijar ka kuch ahsas tou hoga. koi tumhary pas tou hoga?♥● ˙●๋Main bichra ya majbori thy. kab manzoor mujhy doori thy?˙●๋ ٠●♥Sath humara kab choota ha? Rooh ka rishta kab toota hai?♥● ˙●๋Ankh saay jo ansoo behtay hain tum ko khabr hai Kya kehtay hain?˙●๋ ٠●♥MAin naay kaha awaz tumhari ajj bhi ha humraz humari.♥● ˙●๋Phool wafa k khiil jain gaay Aik din hum phir mil jain gaay.˙●๋ |
Re: Main naay pocha kesy ho? BaadLay ho ya wesay ho ٠●♥Main naay pocha kesy ho? then kya kaha oss ny?ye to bataya nhe.tell dis na |
Re: Main naay pocha kesy ho? BaadLay ho ya wesay ho han baqi sab kuch bata diya .,.,.,.,.,.,., dua bhi day di apne app ko k hum phir mil jahian gay yey nahi bataya k phir us ne kiya kaha hmm good question ghazala g ...... chalu BZU g hun dassu ,.,.,., |
| All times are GMT +5. The time now is 02:17 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.