Channd Ghabra gaya Channd nay Abbar ki khirki say Jhanka Tu Ghabra gaya Aur Khirki kay Patt band ker kay Ghannay badlon ko Aba ki tarah orh ker Chupp gaya Badlon main magar Uss kay chehray ka sona Phighalta raha Uss ki Ashkon ki Chandi chamakti rahi Aur Falasteen ki Khaima-gahon main Tehzeeb kay Passbanon kay Dallal Manzar kay Dhabbay mittanay main Insaniyat ko thikanay laganay main Masroof thay |
All times are GMT +5. The time now is 04:13 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.