![]() |
1 Wada Khushiyou ki tarah meri har Saans main Pyar apna basanay ka Wada karo Rang itnay Mohabbat kay hain Mere dil m sajanay ka Wada karo Hai tumhari Wafaon p mujh ko Yaqeen Phir b dil chahta ha mere Dilnashein, Yunhi meri Tasalli ki khatir zara Mujh ko apna bananay ka Wada karo Sirf Lafzon say Iqraar hota nahi Main tumhen Yad rakhnay ki khaon Qasam.. Tum mjhay na Bhulanay ka Wada karo |
Re: 1 Wada ASSALAM O ALIKUM this is a gud wada. wasy muj ko sirf ya chezain perny ka shouq ha per ma in ko yad ni kersakta . i wana tip from you, how can i remember these things:awub::awub: |
Re: 1 Wada Kiya tip don aap ko siwae iss k aa Bidam khaya karein... :anana: :aflipoff: |
Re: 1 Wada ager maap ko adreesssssss doon ap send ker do ge? thory say BADAAMMMMMMMMMMM:chips: |
Re: 1 Wada No aap khud Kharid ker kahaa lein :13: :00009136: |
Re: 1 Wada Quote:
Mere say lay lena Mong Phaliyan... Badam mere bas ki baat nahi hay... Bohut costly parain gay...:headbang: Quote:
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:36 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.