![]() |
Bas aur ut sakega nu ab kash-ma-kash ka boj !! ============================= Bas aur uth sakega na ab kash-ma-kash ka boj ab dil ma koi aas na jaagay khuda karey ho shamma to btayen k jalte hen kis tarha jugnoo be mar gaye hon to parwana kia karey kab maine uske pyar say maangi hai zindagi wo maar dalne ka to wada wafa karey andar ka bagh jis ka badal jaye dasht mai wo shakhs tere phool say chehrey ko kia karey kherat be mili na jahan say tamam umr beta waheen pe aaj be ye dil dua karey ============================= |
Re: Bas aur ut sakega nu ab kash-ma-kash ka boj !! hmmm....nice poory 10 minute lagy hain parhny mai.... ap k spellings........kuch elaaj es ka bhi ay chara-garaan hai k nahi......? |
Re: Bas aur ut sakega nu ab kash-ma-kash ka boj !! qeemti cheez k liay mehnat to zyada krni hi parhti hena... ab jo bilkul muft mai ajaye hat to mza kia.... |
| All times are GMT +5. The time now is 12:55 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.