BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !! (http://bzupages.com/f109/utur-gyi-hai-ye-kis-chaand-ki-nazar-muj-mai-14250/)

WantSmile 13-02-2011 01:14 PM

Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !!
 
============================
Utur gayi hai ye kis chaand ki nazar muj mai
Tarhap raha hai kaheen door ka safar muj mai

Mila nu tere be isbaat ka yaqeen muj ko
mri nafi be nhi aisi motbar muj mai

uthaa ke laayi thi jis ko nazar trey dar say
bhatak raha hai wo armaan dar-ba-dar muj mai

jioon nu mai par isay kis tarah ujurhne doon
basa hua hai tre pyar ka nagar muj mai

kiran kiran jo mehektey hen tairey honton par
sisak rahey hen wo ghunchey sharar sharar muj mai
================================

snowwhite 13-02-2011 03:52 PM

Re: Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !!
 
hmm...nice...as usual

aap "na" ko "nu" q likhtay hain..or bhi kuch spelling thek likha karean kafi mehnat se perhna perta hai..

WantSmile 13-02-2011 03:55 PM

Re: Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !!
 
tnx..........
mai try krta hoon k jese awaz hoti hai wesey spelling ho

nu........noon he
na.......noon alif

isi tarah ki koshish hoti hai...agr ye common practice k khilaf hai to bta den.........aur is ki ilawa be........i will appreciate......

snowwhite 13-02-2011 04:02 PM

Re: Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !!
 
hmm...common practice k to khilaaf he hai.....sehi hai ya galt es ka muje nai pata


All times are GMT +5. The time now is 11:35 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.