![]() |
Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota Tumhare zakhm ka lekin nishaan nhi hota Kuch is tarah dil-o-jaan ka makan ujrha hai kbi kbi to mai khud be wahan nhi hota kbi kbi barhi mushkil say lag to jata hai yahan nishaat ka poda jawan nhi hota najaane kiun mjay rastey mai rok leta hai wo pairh jis pe koi aashyan nhi hota ============================= |
Re: Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! wah wah wah................muqarar..:) |
Re: Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! AIK BAR SUNA KRO LARKI..ITNA WAQT NHI HOTA..aur be kayi mushayirey attend krne hen hahahah. tnx for this |
Re: Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! hmm.....aray muje to pata hi nahi tha k itnay baray poet se baat ho rahi hai..:) |
Re: Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! chlo ab to pta chal gya.......................ayinda ahtiat ho |
| All times are GMT +5. The time now is 09:06 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.