![]() |
Wafaon kay waday mohabat ki qasmain Wafaon kay waday mohabat ki qasmain Dam-e-Wapasi tak nibhanay ki baatain Karo umar bhar sath denay ka wada Karo aashiana bananay ki baatain Faqat Dil ki dolat hai darkar tum sey Kahan hum ne ki hain khazanay ki baatain Hamain kub yaqin tha kay tum hi karo gay Hara kar hamain jeet janay ki baatain.. |
| All times are GMT +5. The time now is 01:04 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.