![]() |
"fankaar hai to hath pe suraj saja k la" fankaar hai to hath pe suraj saja k la bujhta hoa diya na muqabil hawa k la derya ka intqaam dabho de na ghar tera saahil se roz roz na kanker utha k la sama'n wafa k bandh, mager soch soch ker es ibtada mai hoslay na, intaha k la thori si or mouj mai aa, ay hawa-e-gul thori si us k jisam ki khushbu chura k la Mohsin ab us ka naam hai, sab ki zuban per kis ne kaha tha us ko gazal mai saja k la |
Re: "fankaar hai to hath pe suraj saja k la" very nice..............sach to ye hai k bzupages pe ab mayari shayiri bht kam hai isliay mai kehta hoon zyada posts kia karen |
Re: "fankaar hai to hath pe suraj saja k la" nahi ager ap BZU k posts dekhean to wo bhi buht achay hain |
Re: "fankaar hai to hath pe suraj saja k la" maine bht saare dekey hen....... ap shayid sirf 1 gnte k liay aati hen.... |
| All times are GMT +5. The time now is 08:45 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.