BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

usman_latif_ch 23-03-2009 09:54 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Maire hi hathon pe likhi hey taqdir meri "FARAZ"

Aur meri hi taqdir par mera bus nahi chalta..!

Qurrat-ul-ain 23-03-2009 03:37 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Aankhon ka Rang baat ka lehja badal gaya

Wo shaqsh Eik Shaam main kitna badal gaya

Shayad Waffa kay khel say ukta gaya tha wo

Jo manzil k pas aa ker Rasta badal gaya...

usman_latif_ch 23-03-2009 04:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

Qurrat-ul-ain 23-03-2009 04:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rahay ga yeh Gilla Taqdeer say hamesha FARAZ!

Jis ko umer bher CHAHA ussi ko umer bher tersay.

usman_latif_ch 23-03-2009 04:50 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kabhi wo samnay aa kr muje mila b nai.

Main us se bat karon itna hosla b nahi.

Wo mangta hy sitaron ki roshni FARAZ,

Meray pass to miti ka ik diya b nai.

Qurrat-ul-ain 24-03-2009 12:40 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mat khol mere Dil k uddass derwazay

Hawa k shor main uljhanain berha day ga

Main khoob waqif hon apne Tabeeb ki fitrat say

Wo jab bhi day ga Dard tu rulla day ga...

Muzammil 24-03-2009 12:59 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jo chal sako to koi aise chaal chal jana

Mujhay goman bhi na hoo aur tum badal jana

Qurrat-ul-ain 24-03-2009 01:15 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tootay howe Taaray ko dekh ker main n kaha

Aey Dil mang lay tu bhi murad koi

Per Dil Say aawaz aai k!jo khud toot raha hai

Kaise poori kare ga wo Feryaad teri...

usman_latif_ch 24-03-2009 08:05 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kinaron Pe "SAAGAR" K Khzaany Nahi Aate
Phir Jivan Mein "log" Purany Nahi Aate
Jee Lo Ik Pal Hans K Saath Hamare
Phir Laot K ye Zamany Nahi Aate.

faheemsial 24-03-2009 09:25 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Is zulf py phubbti shab-e-dajoor ki sojhi

Wah wah

Is zulf py phubbti shab-e-dajoor ki sojhi

Andhy ko andheery main bri dor ki soojhi.....

Qurrat-ul-ain 24-03-2009 03:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sazza daine wale razza poochtay hain

Jeene ki Hum say wajah poochtay hain

Daiaty hain khud hi Zehr hum ko aksar

Phir kitna howa hain assar poochtay hain...

faheemsial 24-03-2009 03:15 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ghizza daine wale razza poochtay hain

Khaany ki Hum say wajah poochtay hain

Daiaty hain khud daal roti hum ko aksar

Phir goosht ka hum sy maza poochtay hain...

waaaahhh waaaah hum shair thank u thank u

VEry.............NICE
Lagata hai aap ko boht Bhook lagti hai ...

irfishahpk 24-03-2009 03:27 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Aj ki sham teray naam kar di
Jo zindagi thi teray naam kar di

Ab tumhari yadon kay siwa kuch bhi nahi pass meray
Jo zindagi bachi thi teray naam kar di

Qurrat-ul-ain 24-03-2009 03:34 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sabhi ko sab kuch nahi milta

Naddi ki her Leher ko kinnara nahi milta

Yeh Dil walon ki Dunya hai MEHR!

Kissi say dil nahi milta, Koi Dil say nahi milta

faheemsial 24-03-2009 03:45 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sabhi ko sab kuch nahi milta

Naddi ki her Leher ko Sahil nahi milta
(Wrong saahil nhi naddi ka kinara hota hy.....)
Teh Dil walon ki Dunya hai MEHR!

Kissi say dil nahi milta, Koi Dil say nahi milta

faheemsial 24-03-2009 03:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Aj ki sham teray naam kar di
Jo zindagi thi teray naam kar di
(Well jab pori zindagi he naam krdi to shaam ka zikar q!!!!!!)
Ab tumhari yadon kay siwa kuch bhi nahi pass meray
Jo zindagi bachi thi teray naam kar di

usman_latif_ch 24-03-2009 04:32 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6391)
Ghizza daine wale razza poochtay hain

Khaany ki Hum say wajah poochtay hain

Daiaty hain khud daal roti hum ko aksar

Phir goosht ka hum sy maza poochtay hain...

waaaahhh waaaah hum shair thank u thank u

VEry.............NICE
Lagata hai aap ko boht Bhook lagti hai ...

baqi tu waise bongi he mari ha
shair acha funny banaya ha

faheemsial 24-03-2009 04:34 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
G G G bilkul wow ap koi smajhday insan lagty hain ........ :p

usman_latif_ch 24-03-2009 04:38 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6396)
Sabhi ko sab kuch nahi milta

Naddi ki her Leher ko Sahil nahi milta
(Wrong saahil nhi naddi ka kinara hota hy.....)
Teh Dil walon ki Dunya hai MEHR!

Kissi say dil nahi milta, Koi Dil say nahi milta

yes ....i think you are right nadi ka kinara hoota ha sahil nahi
hmmmm....technical fault nikala ha
************ ********* ********* **
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6397)
Aj ki sham teray naam kar di
Jo zindagi thi teray naam kar di
(Well jab pori zindagi he naam krdi to shaam ka zikar q!!!!!!)
Ab tumhari yadon kay siwa kuch bhi nahi pass meray
Jo zindagi bachi thi teray naam kar di

dont worry ...
war...love and poetry mein sb allowed ha

faheemsial 24-03-2009 04:39 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ufho yar yeh technical nhi grammatical , and fault nhi mistake hy kamal krty ho yaara
************ ********* ********* **
Nahi yar yeh sirf soch hy k sub allowed hy bari phantti par sakti hy suchi..........:)

usman_latif_ch 24-03-2009 04:44 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6404)
Ufho yar yeh technical nhi grammatical , and fault nhi mistake hy kamal krty ho yaara

yar...kya karain meri study field(Mechanical Engineering) he aesi ha
jis mein technology or faults he hotay hain
no grammer so no mistakes

faheemsial 24-03-2009 04:47 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Poetry to 1st rooh sy 2nd mind sy samjhi jati hy ab jo chese dono ko sakoon na day wo poetry nhi wo stupidities ho skti hain....:)
************ ********* ********* **
hahahahahahahahahah well yeh bhi hy but you to mri field bhi Software Engineering hy................[:)]
************ ********* ********* **
well most important yeh dill ki batain hain...........:awub:

usman_latif_ch 24-03-2009 04:54 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jeety hain to koi haal tak nahi pochta ......

Marty hain to duniya kandhon py utha leti hai...

faheemsial 24-03-2009 04:56 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jeety hain to koi haal tak nahi pochta ......

Marty hain to duniya kandhon py utha leti hai...

not said very well us time bhi apko phainkny he ja rhy hoty hain hahahahahahaha

usman_latif_ch 24-03-2009 05:00 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6415)
Jeety hain to koi haal tak nahi pochta ......

Marty hain to duniya kandhon py utha leti hai...

not said very well us time bhi apko phainkny he ja rhy hoty hain hahahahahahaha

chalo waise kuch daire tu utha he rahy hootay hain na...chahay majbooran he sahi...warna tu yeh bhi naseeeb nahi hota

irfishahpk 24-03-2009 05:29 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Woh mera ho jo aankhon main haya rakhta ho
her qadam sath chalay or ehd-e-wafa rakhta ho

naaz na bhi uthaoon to shikayat na karay
her dukh sah kar bhi muskuranay ki ada rakhta ho

Qurrat-ul-ain 25-03-2009 12:32 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tabeer jo mil jati tu ik khawab boht tha

Jo shaqsh ganwa bethay wo Nayab boht tha

Main kaise bacha laiti bhalla Kashti-e-Dil ko

Derya-e-Mohabbat main saillab boht tha..

************ ********* ********* **
Ab tu aap ko aetaraaz nhai hai Mr.FAHEEM....

usman_latif_ch 25-03-2009 09:12 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

faheemsial 25-03-2009 09:35 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tabeer jo mil jati tu ik khawab boht tha

(lo g tabeer he mil gaye to khawab q!!!!!)
Jo shaqsh ganwa bethay wo Nayab boht tha
(shaqsh kia hota hy shakhs hona chahiay!!!!!)
Main kaise bacha laiti bhalla Kashti-e-Dil ko
(Kashti-e-dil ko define krain plz ab dekhaiay na agr dil kashti hy to mohabbat darya kaisy ho sakti hy......q k mohabbat to dil k ander rehti hy to khud sochain k kashti main darya nhi darya main akshti hoti hy!!!!!)
Derya-e-Mohabbat main saillab boht tha..
************ ********* ********* **
and han darya main tughyaani ati hy sailaab to darya ki waja sy darya k bahir aty hoty hain yar kia kro aik to aj kal k youngesterzzz ki urdu uffffffff toba......

usman_latif_ch 25-03-2009 10:17 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6443)
Tabeer jo mil jati tu ik khawab boht tha

(lo g tabeer he mil gaye to khawab q!!!!!)
Jo shaqsh ganwa bethay wo Nayab boht tha
(shaqsh kia hota hy shakhs hona chahiay!!!!!)
Main kaise bacha laiti bhalla Kashti-e-Dil ko
(Kashti-e-dil ko define krain plz ab dekhaiay na agr dil kashti hy to mohabbat darya kaisy ho sakti hy......q k mohabbat to dil k ander rehti hy to khud sochain k kashti main darya nhi darya main akshti hoti hy!!!!!)
Derya-e-Mohabbat main saillab boht tha..

Tabeer jo mil jati tu ik khawab boht tha

(lo g tabeer he mil gaye to khawab q!!!!!)
"mil jati tu" means mili nahi ha, mil gai kahan kaha gaya ha iss mein......:bangin: (uncle wish zahir ki gai ha )
Jo shaqsh ganwa bethay wo Nayab boht tha
(shaqsh kia hota hy shakhs hona chahiay!!!!!
Or apko kis nay bataya ha "shakhs" youn spell hota ha yeh roman urdu youn he hooti ha jesay ab india walay larki ko ladki likhtay hain
perha tu ja raha ha na sahi sy....:comfort_:
Main kaise bacha laiti bhalla Kashti-e-Dil ko
Kashti-e-dil ko define krain plz ab dekhaiay na agr dil kashti hy to mohabbat darya kaisy ho sakti hy......q k mohabbat to dil k ander rehti hy to khud sochain k kashti main darya nhi darya main akshti hoti hy!!!!!
Offff.... yahan bhi kahan dil ko kashti kaha gaya ha "kashti-e-dil" means dil ki kashti, na keh dil bazat-e-khud kashti:rant2:

irfishahpk 25-03-2009 10:19 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Aey Meri jaan magar aisa kahan hota hai
Apna kehnay se koi apna kahaa'n hota hai
Dhoondta rehta hoon..mai tujh ko chaman zaroan mai
Teri yaadoan k mehktay..hoey...Gulzaaroa'n mai

faheemsial 25-03-2009 10:21 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Offff.... yahan bhi kahan dil ko kashti kaha gaya ha "kashti-e-dil" means dil ki kashti, na keh dil bazat-e-khud kashti:rant2:

Same problem k agr dil ki kashti hy to mohabbat ka darya kaisy ho sakta hy mohabbat to dil main hoti hy na bhatijay......:th_4:
************ ********* ********* **
And roman nhi yeh Hindi font style ho sakta hy nalaaik ....... :eek:

usman_latif_ch 25-03-2009 10:29 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6448)

Font Style......?

i think font styles tu yeh hotay hain

Arial Black
Times New Roman
Impact :thumbdown:

and yeh sab tu universal hotay hain:wave2:

************ ********* ********* **
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6448)
Offff.... yahan bhi kahan dil ko kashti kaha gaya ha "kashti-e-dil" means dil ki kashti, na keh dil bazat-e-khud kashti:rant2:

Same problem k agr dil ki kashti hy to mohabbat ka darya kaisy ho sakta hy mohabbat to dil main hoti hy na bhatijay......:th_4:

hmmm...agar aesay ha tu phir
agar mohabbat dil mein rehti ha tu dil marnay k bad mar jata ha mohabbat nahi marti tu mohabbat kaise dil mein rehti ha ....
or iss ka elawa ap pehlay yeh faisla kerwa layn mohabbat bari hoti ha yan dil........:dizzy:
or
mohabbat ek universal si cheez ha or dil hr ek ka apna apna hoota ha(unique)
yani kashtian(dil) bohat si hoo sakti hain darya itnay zada nahi
so dil kashti he ha or darya mohabbat
:hopmad:

fazool behas kerni ho tu hoo he jati ha....

faheemsial 25-03-2009 10:47 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ufho font style main look he nhi font alphabets bhi aty hain aqal k hakeem LUQMAAN ab dekho jb font change krty ho e.g. WINDINGS shaid to font main english alphabets nhi aty hoty :bangin:

usman_latif_ch 25-03-2009 11:01 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6454)
And roman nhi yeh Hindi font style ho sakta hy nalaaik ....... :eek:
ufho font style main look he nhi font alphabets bhi aty hain aqal k hakeem LUQMAAN ab dekho jb font change krty ho e.g. WINDINGS shaid to font main english alphabets nhi aty hoty

ek or bat yeh bhi logical ha aplphabets or characters mein faraq hoota ha alphabets tu sirf A-Z (a-z) hotay hain in general
or fonts mein sirf alphabeta nahi atay symbols bhi atay hain:chips:
per meray khayal mein agar aesa bhi ha tu yeh hindi font style abhi tk koi nahi ha na he roman urdu style or waise bhi yeh abhi universal nahi hway yani koi standard nahi bana ess liye ess mein spelling mistake nahi nikal saktay

han wo or bat ha uncle apko apna crow white he rakhna ha
:lalala:

faheemsial 25-03-2009 11:12 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hhahahahahahahahhaahah yar bhateejay aik bat btao k crow white kaisy ho sakta hy ab phir mistake agai yeh to logical mistake hy to iska kia krain......?:yahoo:

usman_latif_ch 25-03-2009 11:35 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by faheemsial (Post 6456)
Hhahahahahahahahhaahah yar bhateejay aik bat btao k crow white kaisy ho sakta hy ab phir mistake agai yeh to logical mistake hy to iska kia krain......?:yahoo:

bas phir uncle apki apni logic ha meri apni or jis ny poetry likhi wski apni:stirpot:

faheemsial 25-03-2009 11:38 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Greaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaat!!!!!!! ab aik paty ki bat k poetry main istaaaraat use kiay jaty hain mean kisi chesse sy kisi or cheese ko point out kia jata hy ini jini gul c sara forum hilla hua tha bhai yeh bolo jan churwao hahahahaahahahahahahahah:tongue:

usman_latif_ch 25-03-2009 11:44 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain ussi jagah par
Chal diye ussi matti main jis ki hum amanat thay

faheemsial 25-03-2009 11:54 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
paty paty mean aqal ki bat :hammer:

All times are GMT +5. The time now is 10:05 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.